Killing of dogs in Spiti, Himachal Pradesh | Dogs of Spiti - A Hindi short film

2 years ago
5

Dogs are killing and eating dogs in Spiti Valley in Himachal Pradesh, due to changes in their environment in the past few years. Same factors have contributed to man-animal conflict.

Moved by the plight of stray dogs, a local family decided to reach out to our animal rescue - 400km away - near Dharamshala, Himachal Pradesh. We confirmed the ground reality, and decided to help.

This short film is about our journey to Spiti Valley, and our quest to understand and work towards solving the problem. This film has the answers we found.

Part travelogue, part documentary...we've kept it real. Since we couldn't take you to Spiti with us, we've tried to bring Spiti to you. Hope your experience watching it as good as ours making it.

Killing of dogs in Spiti, Himachal Pradesh | Dogs of Spiti - A Hindi short film (Documentary) | Hindi short story about dogs killing and eating each other in Spiti.

Spiti valley mein pichle kuch saal mein aaye parivartan ki wajah se kuch saalon se kutte ek doosre ko khaane lage hain. Inhi karno se Insaan aur janwaron mein tanaav ho gaya hai.

Stray dogs ki durdasha dekh, ek sthaniya parivaar ne humein sampark kiya. Hamare animal rescue 400kms door, Dharamshala, Himachal ke nazdeek hai. Hum wahaan gaye, jaanch partal ki aur unki madad karne ki thaan li.

Yeh short film humare Spiti valley ke safar ke baare mein hai, jahan ham is samasya ko samajhne ki aur hal karne ki oshish karte hain.

Hum aapko Spiti toh nahi le jaa paye, lekin iss film ke madhyam se hum Spiti ko aaapke paas laye hain. Umeed hai ki aapko yeh film dekhne mein utna hi achha lage aaya ho, jitna humein ise banaane mein laga.

Loading comments...