Kadence WordPress Theme Me Footer Kaise Customize Kare | Columns & Copyright Edit Karna

2 days ago
1

Kadence WordPress theme me footer ko customize kaise kare? Is complete guide me main aapko dikhaunga kaise aap apne website ke footer ke columns badal sakte hain, copyright section ko edit kar sakte hain, aur apne hisaab se footer ka design bana sakte hain. Ye tutorial beginners ke liye hai aur aap full footer control seekhenge.

Is video me aap dekhenge:
- Kadence theme customizer me footer settings kaha hai
- Footer me kitne columns kaise add ya hata sake hain
- Har column me widget kaise add kare (menu, text, social icons)
- Copyright text kaise change kare ya remove kare
- Footer ka background color aur text color kaise badale

Apni website ka footer aaj hi professional banaye!

CodePress Academy ko Rumble par follow kare aur like kare aur aur aise hi helpful tutorials ke liye.

#KadenceTheme #WordPressTutorial #FooterCustomize #WordPressHindi #WebsiteDesign #CodePressAcademy

Disclaimer: Ye video sirf educational purposes ke liye hai. Steps lene se pehle apna website data backup zarur karlen.

Loading comments...