Sardi ka mosum | Sung in the most joyful and calming voice

1 month ago
6

[Verse 1]
Sardi ka mausam
Aa gaya sardi ka mausam aa gaya
Koi garmi ka mahina ab nahi
Apne mathe par pasina ab nahi
Chal rahi hain kya hawaein khushgawar
Aa gayi hai garam kapdon ki bahar
Garam kapdon mein
Badan lehra gaya
Aa gaya sardi ka mausam aa gaya
Aa gaye jismon ko garmane
Ke din
Revriyan aur mungphali khane ke din
Daam phir badam ke badhne lage
Nirkh
Chilghozon ke
Bhi chadhne lage
Hamko is mehngai ka gham kha gaya
Aa gaya sardi ka mausam aa gaya
______________________________
Voiced by [Dr.Soha]
Produced by [Team Praimeri]
Special thanks to [All our listeners on all platforms]
For collabs & partnerships: praimeri99gmail.com
© Praimeri | All rights reserved
Podcast Episode Duration: 1:23

Do go and visit our podcast (Praimeri Juniors Urdu) for more fun and educational content for kids

Loading comments...