हाँ दीवाना हूँ मैं || Haan Deewana Hoon Main || (Mukesh Song)

2 months ago
8

Cover-Umakant Mishra
Lyrics:
Haan deewana hun main
Haan deewana hun main
Gham ka mara hua
Ek begana hun main
Haan deewana hun main
Haan deewana hun main
Haan deewana hun main
Gham ka mara hua
Ek begana hun main
Haan deewana hun main

Maangi khushiya magar
Gham mila pyaar me
Maangi khushiya magar
Gham mila pyaar me
Dard hi bhar diya
Dil ke har taar me
Aaj koi nahi mera sansaar me
Chhod kar chal diye
Mujhako majhadhaar me
Haye teer-e-nazar
Ka nishana hun main
Haan deewana hun main
Haan deewana hun main
Gham ka mara hua
Ek begana hun main
Haan deewana hun main

Main kisi kaa nahi koi mera nahi
Main kisi kaa nahi koi mera nahi
Is jahaan me kahi bhi baseraa nahi
Mere dil sa kahi bhi andhera nahi
Meri is shaam ka hai savera nahi
Haye bhulaa hua Ek fasana hun main
Haan deewana hun main
Haan deewana hun main
Gham ka mara hua
Ek begana hun main
Haan deewana hun main

Loading comments...