Mai Jinda Hu

1 month ago
13

Experience the powerful and emotional journey with "Mai Jinda Hu" a song that resonates with the strength of the human spirit and the will to survive. This track beautifully combines soulful lyrics with a captivating melody, creating an anthem of resilience and hope.

🎵 Song: Mai Jinda Hu
🎤 Artist: MindSet
📝 Lyrics: MindSet
🎼 Music: MindSet

Immerse yourself in the story of overcoming challenges and rising above adversity. Whether you're facing tough times or celebrating victories, "Mai Jinda Hu" will inspire and uplift you.

Don't forget to like, comment and share this video if it touched your heart. Subscribe to our channel for more music that moves the soul.

#MaiJindaHu #NewSong2024 #Resilience #MotivationalMusic #soulfulsongs #lofi #ASMR

Script:

Mai zinda hoon par hosh kahaan,
Main khud mein hoon par khud se juda,
Dil mein bas ek khamoshi hai,
Waqt ke saath bas beh raha hoon yaha.

Chorus:
Khud se door hoon, khud ko kho chuka,
Zinda hoon magar jeene ka raaz kahaan,
Har ek saans mein hai ek kahani hai,
Par apni hi parchaayi se door hoon yaha.
Verse:
Mai zinda hoon par hosh kahaan,
Main khud mein hoon, par khud se juda,
Ye jism hai, rooh bhi saath hai,
Phir bhi lagta hai, kuch kho gaya.

Chorus:
Ik pal mein sab kuch hai,
Doosre hi pal mein sab kuch fanaa,
Mai zinda hoon, magar zindagi ka pata kahaan,
Khwabon ke sheher mein, khoya hua ek nasha.
Verse:
Mai zinda hoon, par hosh kahaan,
Main khud mein hoon, par khud se juda,
Dil hai magar, dhadkanon ka ehsaas nahi,
Zindagi ka safar hai, par manzil ka pata nahi.
Couplet:
Ik jism hoon, par rooh se pare,
Aaina dekhta hoon, par apni soorat se pare.
Verse:
Mai zinda hoon par hosh kahaan,
Main khud mein hoon, par khud se juda,
Dhadkan to hai, magar ehsaas gum,
Jaise saaz mein sur hai hai kaha.

Loading comments...