Ya Shafi Umam Lillah Kardo Karam | Asif Attari | Maulana Ilyas Qadri | Emotional Kalam

4 months ago
22

Ya Shafi Umam Lillah Kardo Karam | Asif Attari | Maulana Ilyas Qadri | Emotional Kalam 2020

ya safiae umam lillah kardo karam

shala wasda rawe tera sohana haram

hum gulamo ka rakhna khudara bhram

shala wasda rawe tera sohana haram

teri chokhat ke mangat hain jaae kaha

apni rahmat se bhaar dijiye zoliya

hum hain ummid vare karam ho karam

shala wasda rawe tera sohana haram

kisko jakar kahe tajdare haram

dhera dale huwe hain zamane ke gam

dur ho jae gam ya shahe mohtaram

shala wasda rawe tera sohana haram

ya nabi apni ulafat ki sogat de

apne sayane-sha hamko kherat de

is se matalab nahi hai siwa ho ke kam

shala wasda rawe tera sohana haram

teri yado se mamur sina rahe

samne mere tera madina rahe

dar pe betha rahu leke main chasme nam

shala wasda rawe tera sohana haram

mere hatho mai kasa hai ummid ka

hu bhikari shaha main teri did ka

main gadaae haram tu nabi mohatasham

shala wasda rawe tera sohana haram

hazari ho 'niyazi' ki darbaar mai

zindagi ho basar tere azakar mai

aate jate rahe teri chokhat pe hum

shala wasda rawe tera sohana haram

Ya Shafi Umam Lillah Kardo Karam

Asif Attari

Maulana Ilyas Qadri

new kalam by asif attari

new kalam by maulana ilyas qadri

new kalam by imran attari

maulana ilyas qadri crying

maulana imran attari crying

Ya Shafi Umam Lillah Kardo Karam by asif attari

Ya Shafi Umam Lillah Kardo Karam emotional kalam

Loading 2 comments...