Yeh Duniya bhadi dharmshala Hindi Christian songs

8 months ago
24

Yen Duniya,
Yeh Duniya bhadi dharmshala
Yaha par,
Koi aa raha hai
Koi Jaa raha hai
Koi aa raha hai Koi Jaa raha hai
Yeh Duniya bhadi dharmshala
Yaha par,
Koi aa raha hai
Koi Jaa raha hai
Koi aa raha hai
Koi Jaa raha hai

1. Dharmshala pe station laga hai
aata jata musafir khada hai
Do ghadi ka hai mehman yaha par
Har karobar chalta yaha par
Apni karni pe
Apni karni pe itra raha hai...

2. Unnat jeevan ki gadi khadi hai
Jisme yesu ki aashish badi hai Is gaadi me agar tu basa hai
Anant jeevan ka station mila hai
Marg satya aur
Marg satya aur jeevan hai yeshu... Yaha par

3. Dil na apna lagale yaha par Thoda vakt rah-gaya hai yaha par
Raaja jald aata hai yaha par Kar taiyari jane-ki waha par
Taaj asmani
Taaj asmani paye tu waha par.. Yaha par

Loading comments...