Seerat un Nabi (PBUH) Humain kaisay pata chala | ہمیں کیسے پتہ چلا | S01 E02

9 months ago
1

Aam logoun ko badshahon , bahaduron aur ghair mamooli logoun ki zindagi mein bohat dilchaspi rahi hai. Allah kay Nabi Adam(A.S) se lay kar Muhammad(S.A.W) tak is duniya mein mukhtalif waqtoun mein Nabi aur Rasool aate rahe aur logoun ki zindagiyou mein inqelab(Revolution) laa te rahe. In logoun ki taleemat tu hidayat ka zariya theen hi, in ki apni zindagiyan bhi insan ki rehnumai ke liye bohat ahmiyat rakhti hain. In ki zindagiyoun ke mutaliq zikar asmani kitaboun aur sahifoon mein bhi milta hai.

Humain kaisay pata chala | ہمیں کیسے پتہ چلا | S01 E02
#islam360

Loading comments...