Saathi Hi -kumar Aryan ( Official Lyrics video)

9 months ago
17

Artist - Kumar Aryan
Lyrics - Kumar Aryan
Editor:- Sachin

Lyrics
Hooo....
Mere sheher mein hai khamoshiyan hi
Tere sheher me hai kya woh fiza
Jiske shoron mein tumko nihaara
Toh kya ab safar mein hai pal kuch zara

Woh baahon me saansein teri jo chhuyi thi
Aaj bhi ehsaas hai
Tera woh muskana mujhme simat jaana
Aaj bhi saath hai

Rahega saath hi jab tak hai yeh jahaan
Rahega saath hi jab tak hoon main yahaan

Besabar toh main hoon
Par tujhsa koi nahi
Dooriyan hi toh hain
Seh lenge sabhi sahi
Agar tu ho shaamil mere aakhri pal main
Bhi hongi khushiyan kayi
Haathon mein chehra tera thaam lunga
Usme hi khushiyan sabhi

Rahegi saath hi jab tak hai yeh jahaan
Rahegi saath hi jab tak tu hai yahaan

#SaathHi #KumarAryan
Label: Sarvinarck Music

(C) 2023 Sarvinarck Music
(P) 2023 Sarvinarck Music

Loading comments...