O Jaana (8D Audio) || Raaz 2 || KK || Raju Singh || Emraan Hashmi, Kangana Ranaut

9 months ago
4

Song Credits:

Song: O Jaana
Singers: KK, Raju Singh
Movie: Raaz 2
Lyrics: Sayeed Quadri
Cast: Emraan Hashmi, Kangana Ranaut
Music: Raju Singh
Music Label - Sony Music Entertainment India Pvt. Ltd.

--------------------------------------------------------------------

O Jaana Lyrics:

Main waha jaha pe tu hai
Mera ishq to junoon hai
O jaana o jaana
Main waha jaha pe tu hai
Mera ishq to junoon hai
O jaana o jaana
Har waqt tu hi tu hai
Har sinth tu hi tu hai o jaana
Tum saath mere hardam
Chaahe kahi bhi hoon o jaana
Main waha jaha pe tu hai
Mera ishq to junoon hai o jaana

Din raat sochta hoon
Tujhe itna pyaar main du
Jo kbhi utar na paaye
Tujhe wo khumar main doon
Mujhe aise tu kuch mila hai
Jaise ke koi dua hai
Tujhpe koi aanch aaye to
Main khud ko bhi jalaalu
Har din mujhhi mein tu hai
Har shab mujhe mein tu hai
Har din mujhhi mein tu hai
Har shab mujhe mein tu hai o jaan
Main waha jaha pe tu hai
Mera ishq to junoon hai
O jaana o jaana

Har pal tujhe sambhalu
Tere saare gham uthalu
Mera dil to yehi chaahe
Tujhe rooh mein saja loon
Tera aks noor sa hai
Tu ek suroor sa hai
Dil kash teri ada ka
Har lamha mein churalu
Har dam khudi mein tu hai
Meri bekhudi mein tu hai
Har dam khudi mein tu hai
Meri bekhudi mein tu hai o jaana
Main waha jaha pe tu hai
Mera ishq to junoon hai o jaana o jaana

--------------------------------------------------------------------

Loading comments...