156-Qur'an Class : Surat Hood (Ayat No. 74 to 102) ki TAFSEER By Engineer Muhammad Ali Mirza

8 months ago
12

#SOHAILBUTT7444
#MALIMIRZA7444
00:00 - Start & Introduction !!
02:36 - Ayat 74: "Jab ibrahim ka darr khof jata raha aur ussay bisharat bhi phonch chuki to..."
05:25 - Ayat 75: "Yaqeenan ibrahim boht tahammul walay naram dil aur Allah ki janib jhukney walay thay."
08:40 - Ayat 76: "Aey ibrahim! Iss khayal ko chor dijiye aap kay rab ka hukum aa phoncha..."
09:25 - Ayat 77: "Jab humaray bhejay huye farishtay loot kay pass phonchay to woh inn ki waja..."
11:51 - Ayat 78: "Aur uss ki qom dorti hui uss kay pass aa phonchi woh to pehlay..."
13:34 - Ayat 79: "Unhon ney jawab diya kay tu bakhoobi janta hai kay humen to teri betiyon..."
14:00 - Ayat 80: "Loot (alh-e-salam) ney kaha kaash kay mujh mein tum say muqabla kerney ki qooat..."
14:34 - Ayat 81: "Abb farishton ney kaha aey loot! Hum teray perwerdigar kay bhejay huye hain na..."
18:17 - Ayat 82: "Phir jab humara hukum aa phoncha hum ney uss basti ko zair-o-zabar ker diya..."
19:14 - Ayat 83: "Teray rab ki taraf say nishan daar thay aur woh inn zalimon say kuch..."
20:15 - Ayat 84: "Aur hum ney madiyan walon ki taraf unn kay bhai shoaib ko bhej a..."
26:51 - Ayat 85: "Aey meri qom! Naap tol insaf kay sath poori poori kero logon ko unn..."
30:06 - Ayat 86: "Allah Taalaa ka halal kiya hua jo bach rahey tumharya liye boht hi behtar..."
30:36 - Ayat 87: "Unhon ney jawab diya kay aey shoaib! Kiya teri salaat tujhay yehi hukum deti..."
32:38 - Ayat 88: "Kaha aey meri qom! Dekho to agar mein apney rab ki taraf say roshan..."
33:51 - Ayat 89: "Aur aey meri qom (kay logo!) kahin aisa na ho kay tum ko meri..."
37:43 - Ayat 90: "Tum apney rab say istaghfaar kero aur uss ki taraf toba kero yaqeen mano..."
38:06 - Ayat 91: "Unhon ney kaha aey shoaib! Teri aksar baaten to humari samajh mein hi nahi..."
42:22 - Ayat 92: "Enhon ney jawab diya kay aey meri qom kay logo! Kiya tumharay nazdik meray..."
43:18 - Ayat 93: "Aey meri qom kay logo! Abb tum apni jagah amal kiye jao mein bhi..."
44:29 - Ayat 94: "Jab humara hukum (azab) aa phoncha hum ney shoaib ko aur unn kay sath..."
45:32 - Ayat 95: "Goya kay woh inn gharon mein kabhi basay hi na thay aagah raho madiyan..."
46:03 - Ayat 96: "Aur yaqeenan hum ney musa ko apni aayaat aur roshan daleelon kay sath bheja..."
46:48 - Ayat 97: "Firaon aur uss kay sardaron ki taraf phir bhi unn logon ney firaon kay..."
47:19 - Ayat 98: "Woh to qayamat kay din apni qom ka paish roo ho ker unn sab..."
47:57 - Ayat 99: "Unn per to iss duniya mein bhi laanat chipka di gaee aur qayamat kay..."
48:46 - Ayat 100: "Bastiyon ki yeh baaz khabren jinhen hum teray samney biyan farma rahey hain inn..."
49:45 - Ayat 101: "Hum ney unn per koi zulm nahi kiya bulkay khud unhon ney ho apney..."
58:08 - Ayat 102: "Teray perwerdiar ki pakar ka yehi tareeqa hai jabkay woh bastiyon kay rehney walay..."

Loading comments...