Muhammad Ka Roza Qareeb aa Raha Hai | New Naat Rabi ul Awal 2023 | Mujtaba Haider Zaidi

8 months ago
13

New Naat Rabi ul Awal 2023
Naat 12 Rabi ul Awal
New Naat 2023
New Naat Sharif 2023
Muhammad Ka Roza Qareeb aa Raha Hai
Original by: Junaid Jamshed

#TEEZEESeries #newnaat2022 #newnaatsharif2022 #12rabiulawal

----------------------------------------------------------

Recitor : Mujtaba Haider Zaidi
Audio : Al Baqei Studio (Tirmah Zaidi)
Video: The Focus Studio
Director: Safdar Kaleem
Special Thanks,
All team of TEE ZEE Series.
Subscribe to Our Channel:

/ @teezeeseries
Our Facebook Page: https://www.facebook.com/Tee-Zee-Seri...

--------------------------------------------------------------

Lyrics

Madina Madina Madina Madina
Bara lutf deta hai naam e Madina (2X)

Wafa tum na dekhoge hargiz kisi me
Zamana wo esa qareeb araha hai
Hifazat karo apne imaan o deen ki
Zamana wo esa ajeeb araha hai

Muhammad ka Roza qareeb aa raha hai
Bulandi pe apna Naseeb aa raha hai (2X)

Farishto ye de do paigham unko
Khabar ja ke de do unko farishto
Ke khadim tumhara saeen aa raha hai

Madina Madina Madina Madina

Tumhe kuch khabar hai kahan ja raha hun
Rasool e Khuda hein waha ja raha hun
Tumhe kuch khabar hai me kiya pa raha hun
Muhabat ka unki maza pa raha hun

Chlo ja k rehna Madine me humko
Qayamat ka manzar qareeb aa araha hai
Farishto ye de do paigham unko
Khabar ja ke de do unko farishto
Ke khadim tumhara saeen aa raha hai

Nigaho me sultaniyat hi to hogi
Jo paye ga dill me payam e Madina
Sukoon e jahan tum kahan dhoondtey ho
Sukoon e jahan hai nizam e Madina

Madina Madina Madina Madina
Bara lutf deta hai naam e Madina

Farishto ye de do paigham unko
Khabar ja ke de do unko farishto
Ke khadim tumhara saeen aa raha hai

Loading comments...