122-Qur'an Class : Surat Al-Aaraaf (Ayat No. 115 to 137) ki TAFSEER By Engineer Muhammad Ali Mirza

1 year ago
23

#SOHAILBUTT7444#MALIMIRZA7444
#https://rumble.com/c/c-3966384
00:00 || Khutbah Aur Durood !!

02:22 || Introduction !!

02:42 || Ayat 113: " Aur woh jadoogar firaon kay pass hazir huye kehney lagay kay agar hum ghalib..."

05:23 || Ayat 114: " Firaon ney kaha kay haan aur tum muqarrab logon mein shamil hojao gay.

06:20 || Ayat 115: " Unn saahiron ney araz kiya aey musa! Khuwa aap daaliye aur ya hum hi..."

06:58 || Ayat 116: " (musa alh-e-salam) ney farmaya kay tum hi dalo pur jab unhon ney dala to..."

11:06 || Ayat 117: " Aur hum ney (alh-e-salam) ko hukum diya kay apna asa daal dijiye! So asa..."

15:45 || Ayat 118: " Pus haq zahir hogaya aur unhon ney jo kuch banaya tha sab jata raah.

15:56 || Ayat 119: " Pus woh log uss moqay per haar gaye aur khoob zaleel hoker phiray.

16:20 || Ayat 120: " Aur woh jo saahir thay sajday mein gir gaye.

16:38 || Ayat 121: " Kehney lagay hum eman laye rabbul aalameen per.

16:48 || Ayat 122: " Jo musa aur haroon ka bhi rab hai.

16:55 || Ayat 123: " Firaon kehney laga tum musa per eman laye hobaghair iss kay kay mein tum..."

21:12 || Ayat 124: " Mein tumharay aik taraf kay haath aur doosri taraf kay paon kaaton ga. Phir..."

22:52 || Ayat 125: " Unhon ney jawab diya kay hum (marr ker) apney maalik hi kay pass jayen..."

24:03 || Ayat 126: " Aur tu ney hum mein konsa aib dekha hai ba-juz isskay kay hum..."

26:06 || Ayat 127: " Aur qom-e-fiaon kay sardaron ney kaha kay kiya aap musa (alh-e-salam) aur unn ki..."

30:22 || Ayat 128: " Musa (alh-e-salam) ney apni qom say farmaya Allah Taalaa ka sahara hasil kero aur..."

32:24 || Ayat 129: " Qom kay log kehney lagay kay hum to hamesha museebat hi mein rahey aap..."

35:23 || Ayat 130: " Aur hum ney firaon walon ko mubtila kiya qehat saali mein aur phalon ki..."

37:25 || Ayat 131: " So jab inn per khushali aajati to kehtay kay yeh to humaray liye hona..."

38:27 || Ayat 132: " Aur yun kehtay kaisi hi baat humaray samney lao kay inn kay zariye say..."

40:21 || Ayat 133: " Phir hum ney unn per toofan bheja aur tiddiyan aur ghun ka keera aur..."

43:02 || Ayat 134: " Aur jab unn per koi azab waqey hota to yun kehtay kay aey musa!..."

46:12 || Ayat 135: " Phir jab unn sya iss azab ko aik khaas waqt tak kay uss tak..."

46:40 || Ayat 136: " Phir hum ney unn say badla liya yani unn ko darya mein gharq ker..."

50:10 || Ayat 137: " Aur hum ney unn logon ko jo kay bilkul kamzor shumat kiye jatay thay..."
#QuranClass #Tafseer #EngineerMuhammadAliMirza

Loading comments...