123-Qur'an Class : Surat Al-Aaraaf (Ayat No. 138 to 156) ki TAFSEER By Engineer Muhammad Ali Mirza

8 months ago
21

#SOHAILBUTT7444#MALIMIRZA7444
#https://rumble.com/c/c-3966384
00:00 || Khutbah Aur Durood !!

02:21 || Introduction !!

02:39 || Ayat 138: " Aur hum ney bani israeel ko darya kay paar utaar diya. Pus unn logon..."

05:39 || Ayat 139: " Yeh log jiss kaam mein lagay hain yeh tabah kiya jayega aur inn kay..."

11:30 || Ayat 140: " Farmaya kiya Allah Taalaa key siwa aur kissi ko tumhara mabood tajweez ker doon?..."

13:40 || Ayat 141: " Aur qoh waqt yaad kero jab hum ney tum ko firaon walon say bacha..."

14:59 || Ayat 142: " Aur hum ney musa (alh-e-salam) say tees raaton kay wada kiya aur dus raat..."

19:25 || Ayat 143: " Aur jab musa (alh-e-salam) humaray waqt per aaye aur unn kay rab ney unn..."

24:35 || Ayat 144: " Irshad hua kay aey musa! Mein ney payghubari aur apni hum kalaami say aur..."

25:20 || Ayat 145: " Aur hum ney chand takhtiyon per her qisam ki naseehat aur her cheez ki..."

29:35 || Ayat 146: " Mein aisay logon ko apney ehkaam say bar-gashta hi rakhon ga jo duniya mein..."

35:15 || Ayat 147: " Aur yeh log jinon ney humari aayaton ko aur qayamat kay paish aaney ko..."

39:02 || Ayat 148: " Aur musa (alh-e-salam) ki qom ney unn kay baad apney zewaron ka aik bachra..."

42:46 || Ayat 149: " Aur jab naadim huye aur maloom hua kay waqaee woh log gumrahi mein parr..."

43:38 || Ayat 150: " Aur jab musa (alh-e-salam) apni qom ki taraf wapis aaye gussay aur ranj mein..."

49:15 || Ayat 151: " Musa (alh-e-salam) ney kaha aey meray rab! Meri khata moaf farma aur meray bhai..."

50:01 || Ayat 152: " Be-shak jin logon ney go sala parasti ki hai unn per boht jald unn..."

51:03 || Ayat 153: " Aur jin logon ney gunah kay kaam kiye phir woh inn kay baad tauba..."

51:55 || Ayat 154: " Aur jab musa (alh-e-salam) ka gussa farad hua to inn takhtiyon ko utha liya..."

52:31 || Ayat 155: " Aur musa (alh-e-salam) ney sattar aadmi apni qom mein say humaray waqt-e-moyyen kay liye..."

55:50 || Ayat 156: " Aur hum logon kay naam duniya mein bhi nek haali likh dey aur aakhirat..."
#QuranClass #Tafseer #EngineerMuhammadAliMirza

Loading comments...