128-Qur'an Class : Surat Al-Anfal (Ayat No. 01 to 04) ki TAFSEER By Engineer Muhammad Ali Mirza

10 months ago
8

#SOHAILBUTT7444#MALIMIRZA7444
#https://rumble.com/c/c-3966384

00:01 || Khutbah Aur Durood !!

01:53 || Introduction !!

15:35 || Ayat 01: " ( aey payghumber ! ) log tum say maal-e-ghaneemat kay baaray mein poochtay hain . keh do kay maal-e-ghaneemat ( kay baaray mein faislay ) ka ikhtiyar Allah aur Rasool ko hasil hai . lehaza tum Allah say daro , aur aapas kay talluqaat durust kerlo , aur Allah aur uss kay Rasool ki itaat kero , agar tum waqaee momin ho

29:12 || Ayat 02: "Momin to woh log hain kay jab unn kay samney Allah ka ziker hota hai to unn kay dil darr jatay hain , aur jab unn kay samney uss ki aayaten parhi jati hain to woh aayaten unn kay emaan ko aur taraqqi deti hain , aur woh apney perwerdigar per bharosa kertay hain

39:36 || Ayat 03: "Jo namaz qaeem kertay hain , aur hum ney unn ko jo rizq diya hai , uss mein say ( fi sabeel Allah ) kharch kertay hain

42:05 || Ayat 04: "Yehi log hain jo haqeeqat mein momin hain . inn kay liye inn kay rab kay paas baray darjay hain , maghfirat hai , aur ba-izzat rizq hai

#QuranClass #Tafseer #EngineerMuhammadAliMirza

Loading comments...