149-Qur'an Class : Surat Younus (Ayat No. 74 to 97) ki TAFSEER By Engineer Muhammad Ali Mirza

1 year ago
70

#SOHAILBUTT7444#MALIMIRZA7444
#https://rumble.com/c/c-3966384
00:00 - Start & Introduction !!
02:36 - Ayat 74: "Phir nooh (alh-e-salam) kay baad hum ney aur rasoolon ko unn ki qom ki..."
05:18 - Ayat 75: "Phir inn payghumbaron kay baad hum ney musa (alh-e-salam) aur haroon (alh-e-salam) ko firaon..."
07:01 - Ayat 76: "Phir jab unn ko humaray pass say sahih daleel phonchi to woh log kehney..."
07:53 - Ayat 77: "Musa (alh-e-salam) ney farmaya kay kiya tum iss sahih daleel ki nisbat jabkay woh..."
08:47 - Ayat 78: "Woh log kehney lagay kiya tum humaray pass iss liye aaye ho kay hum..."
11:47 - Ayat 79: "Aur firaon ney kaha meray pass tamam maahir jadoogaron ko hazir kero."
12:07 - Ayat 80: "Phir jab jadoogar aaye to musa (alh-e-salam) ney unn say farmaya kay dalo jo..."
13:46 - Ayat 81: "So jab unhon ney dala to musa (alh-e-salam) ney farmaya kay yeh jo kuch..."
16:04 - Ayat 82: "Aur Allah Taalaa haq ko apney farmaan say sabit ker deta hai go mujrim..."
21:24 - Ayat 83: "Pus musa (alh-e-salam) per unn ki qom mein say sirf qadray qaleel aadmi eman..."
26:54 - Ayat 84: "Aur musa (alh-e-salam) ney farmaya aey meri qom! Agar tum Allah per eman rakhtay..."
27:29 - Ayat 85: "Unhon ney arz kiya kay hum ney Allah hi per tawakkal kiya. Aey humaray..."
27:58 - Ayat 86: "Aur hum ko apni rehmat say inn kafir logon say nijat dey."
30:06 - Ayat 87: "Aur hum ney musa (alh-e-salam) aur unn kay bhai kay pass wahee bheji kay..."
30:53 - Ayat 88: "Aur musa (alh-e-salam) ney arz kiya aey humaray rab! Tu ney firaon ko aur..."
35:38 - Ayat 89: "Haq Taalaa ney farmaya kay tum dono ki dua qabool ker li gaeeso tum..."
36:25 - Ayat 90: "Hum ney bani israeel ko darya say paar ker diya phir unn kay peechay..."
40:42 - Ayat 91: "(jawab diya gaya kay) abb eman lata hai? Aur pehlay sirkashi kerta raha aur..."
41:07 - Ayat 92: "So aaj hum sirf teri laash ko nijat den gay takay tu unn kay..."
42:52 - Ayat 93: "Aur hum ney bani israeel ko boht acha thikana rehney ko diya aur hum..."
45:52 - Ayat 94: "Phir agar aap iss ki taraf say shak mein hon jiss ko hum ney..."
48:06 - Ayat 95: "Aur na unn logon mein say hon jinhon ney Allah Taalaa ki aayaton ko..."
48:22 - Ayat 96: "Yaqeenan jin logon kay haq mein aap kay rab ki baat sabit ho chuki..."
48:54 - Ayat 97: "Go inn kay pass tamam nishaniyan phonch jayen jab tak kay woh dard naak..."
49:30 - Surah Younus ka Naam Younus Kyun ??

#QuranClass #Tafseer #EngineerMuhammadAliMirza

Loading comments...