Yaar Ka Sataya Hua Hai (LYRICS) B Praak | Nawazuddin Siddiqui, Shehnaaz G | Jaani | Arvindr Khaira

11 months ago
54

‘Yaar Ka Sataya Hua Hai’, the second single from B Praak’s debut album, “Zohrajabeen”. Reuniting after their super hit 'Baarish Ki Jaaye', the all-star team of Nawazuddin Siddiqui, BPraak, Jaani, and Arvindr Khaira is back with yet another heart-wrenching song that explores the complexities of romance, and the pain of its absence. Experience a melancholic journey in the voice of BPraak paired with soul-stirring lyrics and composition by Jaani and a short film by Arvindr Khaira featuring Nawazuddin Siddiqui and Shehnaaz Gill that embodies a bittersweet tale that can't be chased anymore, painting a picture of respectful regret. Indulge your feelings in the beauty of this musical masterpiece, as it leaves you reflecting upon the significance of love and the poignancy of letting go.

Song : Yaar Ka Sataya Hua Hai
Singer and Music - B Praak
Featuring - Nawazuddin Siddiqui and Shehnaaz Gill
Lyricist and Composer - Jaani
Arranged & Music production - Kartik Dev Gaurav Dev
Mandolin - Tapus Roy
Additional Programming - Lijo
Mix Master - Gurinder Guri and Akaash Bambar
Recording Studio - Studio 504 Rahul
Music Label : Desi Melodies

#yaarkasatayahuahai #bpraak #nawazuddinsiddiqui #shehnaazgill #jaani #zohrajabeen #redknightmusic

LYRICS -

“Mujhe lagta tha nashe mein tujhe bhool jaaunga
Mujhe lagta tha nashe mein tujhe bhool jaaunga
Tu aur yaad aayi to laga aisa nahi karte
Tu aur sharab dono ek jaise ho
Dono nasha karte hain wafa nahi karte”

Baharon ki rut hai phir bhi mere
Baharon ki rut hai phir bhi mere
Baagh ka phool murjhaya hua hai

Sharab peete peete jiske hath kaanpte hon
To yeh samjho woh yaar ka sataya hua hai
Sharab peete peete jiske hath kaanpte hon
To yeh samjho woh yaar ka sataya hua hai

Hum peete nahi hain pilayi gayi
Ab tak na woh bhulayi gayi
Jo kabron pe baith ke shayari karein
Woh zakhmon ne shayar banaya hua hai

Sharab peete peete jiske hath kaanpte hon
To yeh samjho woh yaar ka sataya hua hai
Mere yaar peete peete jiske haath kanpte ho
To yeh samjho woh yaar ka sataya hua hai

Maine bhijwayi use jhoothi khabar
Ke duniya se door main pakka hua
Maine bhijwayi use jhoothi khabar
Ke duniya se door main pakka hua

Ho tujhpe jo marta tha mar gaya Jaani
Tumne kaha chalo achcha hua!
Ho logon ko dekha dafnate hain log
Ho maine mujhe dafnaya hua hai

Sharab peete peete jiske hath kaanpte hon
To yeh samjho woh yaar ka sataya hua hai
Mere yaar peete peete jiske haath kanpte ho
To yeh samjho woh yaar ka sataya hua hai

Hai rabb yahan to baat kare
Ho mujhse kabhi mulakaat kare
Hai rabb yahan to baat kare
Ho mujhse kabhi mulakaat kare
Toote dilon ko jode nahi
Kaise woh din ko raat kare

Main sach bolun rabb yahan hai hi nahi
Bas logon ne pagal banaya hua hai

Sharab peete peete jiske hath kaanpte hon
To yeh samjho woh yaar ka sataya hua hai
Mere yaar peete peete jiske haath kanpte ho
To yeh samjho woh yaar ka sataya hua hai

“Main pagal hoon aur bohot pagal hoon
Main pagal hoon aur bohot pagal
Par yeh bhi baat hai ke dil sachcha hai
Chheen to leta tujhko sareaam main
Par masla yeh ke shauhar tera aadmi achcha hai”

Loading comments...