Bol Do Na Zara [Slowed + Reverb] Armaan Malik | Bollywood hindi lofi song

1 year ago
39

Description

Bol Do Na Zara [Slowed + Reverb] Armaan Malik | Bollywood hindi lofi song

Bol Do Na Zara [Slowed + Reverb] Armaan Malik | Bollywood hindi lofi song
____________________________________________

____________________________________________

Use Headphones For Better Experience 🎧😊
Enjoy ✌️🎵 & Don't Forget to Subscribe ❤️👋

~ Lofi Eve
____________________________________________

Song Credits :-

Song : Bol Do Na Zara
Singer : Armaan Malik
Lyrics : Rashmi Virag
Music : Amaal Mallik
Label : T-Series

____________________________________________

Lyrics:-

Itni Mohabbat Karo Na
Main Doob Na Jaaun Kahin
Wapas Kinare Pe Aana
Main Bhool Na Jaun Kahin

Dekha Jabse Chehra Tera
Main To Hafton Se Soya Nahi

Bol Do Na Zara
Dil Mein Jo Hai Chhipa
Main Kisi Se Kahunga Nahi

Bol Do Na Zara
Dil Mein Jo Hai Chhipa
Main Kisi Se Kahunga Nahi
Main Kisi Se Kahunga Nahi

Mujhe Neend Aati Nahi Hai Akele
Khawbon Mein Aaya Karo
Nahi Chal Sakunga Tumhare Bina Main
Mera Tum Sahaara Bano

Ik Tumhein Chahne Ke Alawa
Aur Kuch Humse Hoga Nahi

Bol Do Na Zara
Dil Mein Jo Hai Chhipa
Main Kisi Se Kahunga Nahi

Bol Do Na Zara
Dil Mein Jo Hai Chhipa
Main Kisi Se Kahunga Nahi
Main Kisi Se Kahunga Nahi

Humari Kami Tumko Mehsoos Hogi
Bheega Dengi Jab Baarishein
Main Bhar Kar Ke Laya Hu
Aankhon Mein Apni
Adhoori Si Kuch Khowahishein

Rooh Se Chaahne Wale Aashiq
Baatein Jismon Ki Karte Nahi

Bol Do Na Zara
Dil Mein Jo Hai Chhipa
Main Kisi Se Kahunga Nahi

Bol Do Na Zara
Dil Mein Jo Hai Chhipa
Main Kisi Se Kahunga Nahi
Main Kisi Se Kahunga Nahi

____________________________________________

Disclaimer -
video is for educational purpose only.Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use.

____________________________________________

Loading comments...