Main Zindagi Ka Saath Nibhata Chala Gaya - Mohammed Rafi | Popular Hindi Song | Hum Dono 1961

1 year ago
52

Main Zindagi Ka Saath is a hindi song from the 1961 movie Hum Dono. Singers is Mohammed Rafi and lyricist or song writer is Sahir Ludhianvi. Main Zindagi Ka Saath music director is Jaidev Kumar and features Dev Anand, Nanda, Sadhana.

Movie : Hum Dono
Song : Main Zindagi Ka Saath
Singer : Mohammed Rafi
Lyrics : Sahir Ludhianvi
Music : Jaidev
Cast : Dev Anand, Nanda, Sadhana, Lalita Pawar, Jagirdar, Rashid Khan, Prabhu Dayal, Wasi Khan, Bhagwan Sinha, Ravikant, Hammad, Prem Sagar, D.K. Kumar, Gulam Hussain, Dhanna, Jagdish Raj, Colonel Kee, Leela Chitnis.
Lyrics in English

Main zindagi ka saath nibhata chala gaya
Har fikr ko dhuyein mein udata chala gaya
Har fikr ko dhuyein mein udaa

Barbadiyon ka sog manana fizool tha
Barabadiyon ka sog manana fizool tha
Manana fizool tha, manana fizool tha

Barbadiyon ka jashn manata chala gaya
Barbadiyon ka jashn manata chala gaya
Har fikr ko dhunyein mein udaa

Jo mil gaya ussi ko muqaddar samajh liya
Jo mil gaya ussi ko muqaddar samajh liya
Muqaddar samajh liya, muqaddar samajh liya

Jo kho gaya main usko bhulata chala gaya
Jo kho gaya main usko bhulata chala gaya
Har fikr ko dhunyein mein udaa

Gham aur khushi mein fark na mehsus ho jahan
Gham aur khushi mein fark na mehsus ho jahan
Na mehasus ho jahan, na mehasus ho jahan

Main dil ko uss maqam pe lata chala gaya
Main dil ko uss maqam pe lata chala gaya
Main zindagi ka saath nibhata chala gaya
Har fikr ko dhuye mein udata chala gaya.

Loading comments...