Deewaane (Selfiee) - Akshay K | Jacqueline F | Emraan H | Aditya Y | Stebin B | Tanishk B | Kunaal V

1 year ago
153

Star Studios presents in association with Dharma Productions, Prithviraj Productions, Magic Frames & Cape Of Good Films.
A Dharma Productions Film SELFIEE
Starring Akshay Kumar, Emraan Hashmi, Nushrratt Bharuccha, Diana Penty
Directed by Raj Mehta
Produced by Hiroo Yash Johar, Aruna Bhatia, Supriya Menon, Karan Johar, Prithviraj Sukumaran, Apoorva Mehta & Listin Stephen
Screenplay and Dialogues by Rishhabh Sharrma
Music Supervised by Azeem Dayani
All Streaming Links Here👉 https://ingrooves.lnk.to/Deewaane

Create Reels here👉 https://www.instagram.com/reels/audio...

Song : Deewaane
Singer : Aditya Yadav, Stebin Ben, Altamash Faridi
Original Composer : Aditya Yadav
Recreated by : Tanishk Bagchi
Programmed and arranged by : Tanishk Bagchi
New Lyrics : Kunaal Vermaa
Original Lyrics : Aditya Yadav
Video Director : Agam Mann & Azeem Mann
DOP : Shinda Singh
Choreographer : Adil Shaikh
Strings : Mert Kemanci
Rhythm and Percussions : Krishna Kishor
Chorus Boys : Sudhanshu Shome, Rakesh Deol, Udayveer Singh, Arjun Pandey, Rehan Khan
Guitar : Somu Seal
Mandolin : Tapas Roy
Mix and Master: Eric Pillai @ (Future Sound of Bombay)
Music Supervisor: Azeem Dayani
Associate Music Supervisor: Megha Vikaas Bali
Special Thanks: Sumeet Kr Tyagi

Special Thanks: Ingrooves Team
https://www.ingrooves.com/

Play Desi Music Factory
Founder & CEO - Anshul Garg
PlayDMF Project Head - Raghav Sharma
Label Manager - Gaurav Bharti
PlayDMF team - Gaurav Arora , Asheema Chauhan & Sankalp Garg
Special thanks - Rajat Nagpal
Digital Promotions - Underdog Digital
YouTube Promotions - Net Media

Lyrics

Mazaa aa jaata hai
Adhoori baaton se
Koi mann jaata hai
Zaroori yaaron se
Jo dekhi na suni aisi
Hume duniya dikhati hai
Deewaane hum nahin hote
Deewaani raat aati hai
Hume unki uhne meri
Mohabbat yaad aati hai

Nazar aati hain zulfon mein
Ghataein badalon jaisi
Yeh dil karne laga unse
Wafaein paglon jaisi
Usse jab dekhte hain toh
Badal jaata hai yeh lehza
Zubaan pe aa hi jaati hai
Adayein shayaron jaisi
Unhe jab yaad karte hain
Tabhi barsaat aati hai
Deewaane hum nahin hote
Deewaani raat aati hai
Hume unki uhne meri
Mohabbat yaad aati hai

Nahin koi gila humein
Jo na iss baar maanenge
Abhi chahe mana kar de
Kabhi toh yaar maanenge
Miley jo cheez aasani se
Toh usme mazaa kaisa
Unhe mera banana tak
Na hum bhi haar maanenge
Suna hai chahatein sachi
Nahin barbaad jaati hain
Deewaane hum nahin hote
Deewaani raat aati hai
Hume unki uhne meri
Mohabbat yaad aati hai

#akshaykumar #emraanhashmi #jacquelinefernandez

Loading comments...