Gul By Anuv Jain

1 year ago
6

Na dastakein
Yeh tere dil ki haan wahi dhadkane hai
Yoon zor se jo tujhko ab sun rahin hai
Sun le zara yeh tujhse kya keh rahin hai
Aye nahi, jinke the waadein
Waqt uljha hua hai tere yahan pe
Kya woh kal the yahan?
Yaan hafton pehlay ki yeh hai dastaan
Tootay makaan
Ik baar gir kar waise bante kahan hai?
Jaise the tune apne dil se banaye
O karigar yoon hathon se the sajaaye

Loading comments...