Pehlay maloomat karo phir bolo

1 year ago
7

Dukandar aik bandy ko apne kam say kisi dukan pay behj dayta hai ye keh kar main tumhari cycle ka khial rakonga per wo banda jab wapis aaky dehkta hai k uska cycle nhe hai to dukandar say kehta hai k kaisy bhi karo meri cycle dhond nekalo dukandar cycle dhondny nekal jata dehkta hai k koi cycle utha k araha usy mar k ye kehta hai chalo mery donon jab paunchty hai to pata chalta hai wo cycle waly ka bhai is tarah dukandar jald bazi main usy marta hai to ye bhi us keliay sharmindagi bat ban jati hai

Loading comments...