The Power Of Silence 12 Secret Reasons Why Silent People are Successful

1 year ago
12

The "Power Of Silence":- The TONGUE is a ROPE by which many HANG themselves" .. The power of Silence

Is video me ham in points ke baare me baat karenge:-

You can remain ahead of your competitors jisme hamne dekha tha ki technology company naa hone ke bavjood amazon cloud business me google aur microsoft jaise tech giants se aage nikal gaya kyunki vo power os silence ko jaante the.

Next point me hamne dekha tha You will achieve the State of ultra focus:- jisme hamne dekha tha ki james cameron titanic, avatar jaisi movies isiliye direct kar paaye kyunki vo ultra focus state me the power of silence ki vajah se.

Next point me hamne dekha tha ki YOU WILL KNOW YOURSELF MUCH BETTER:- jisme hamne gautam buddha ki story dekhi thi ki kaise koi insaan shaant reh kar apne aap ko detail me jaan sakta hai.

Next tha You can put yourself in danger..:- jisme hamne jack maa ki story dekhi thi ki silent nhi vo reh paaye to kya parnaam sehne pade vahi par mukesh ambani jaise business tycoons jinki networth jack ma se bhi zaada hai vo power of silence ko samajhte hai aur jitna required hai utna hi bolte hai.

The first one to speak loses.isme hamne broker ki story dekhi thi ki kis tareeke se chup rehne se dusro ko lagta hai ki ham me kuch power hai.

Next point tha You will know others people intentions. Jisme hamne chanakya ki story dekhi thi ki kaise kam bolne se vo dusro ki intentions ko samajh jaate the..

I hope ye video aapko valuable lagi hogi.

Thank you.

Loading comments...