Anuv Jain - Mazaak // slowed and reverbed // #Theslowedguy

2 years ago
12

Thanks for watching & Don’t forget to subscribe.

All copyrights belong to Respective owners. No copyright infringement intended. For Promotional Use Only.

Yeh bhi #MAZAAK hi toh hai… how absurd is it that when we least expect love, it still finds us? And when it does, we hope that it isn’t a Mazaak, it isn’t a joke 🌛

Mazaak

Yeh bhi Mazaak hi toh hai
Saalon se sadkon pe
Sambhal ke chal raha tha yoon

Gaalon ke gadhon mein tere
Na janey kyun mein
Ladkhadake gir gaya hoon

Muskurao
Aur aise haso meri baaton pe
Girta rahoon teri rahon mein
Aur in mein hi kho jaunga

Yeh bhi Mazaak hi toh hai
Kaise yeh raaton ke iradon mein
Andhera tha yoon

Adhay se chand si hassi
Andheri raaton mein
Ab noor ban gai kyun?

Ae chand
Ab chandani ban ke giro zara
Girte raho mere aas pass
Toh tera hi ho jaunga

Ho jaunga tera
Ehsaas hai
Saansein hai jab tak yahan
Ho jaun mein tera

Yeh na mera
Andaaz hai
Dekho mein khud hass raha
Apni baaton pe yahan

Aur aise
Tum bhi haso meri baaton pe
Na janey yeh kya ho raha mujhe
Mein tera hi ho jaunga

Yeh bhi Mazaak hi toh hai
Meri nakal hai
Yaan asal mein gir rahe ho tum bhi?
Hota nahi hai ab yakeen
Kya yeh mazaak toh nahi?

Loading comments...